Tuesday, November 20, 2018
Friday, September 14, 2018
Charkhe ki dor
Pirokar us charkhe ki dor ko
Tarasha kiya karte the jis gali ko
Is jaddojahad mein ki hum kahan aur wo kahan
Soone se hai hum aur wo falsapha hai
Nabzon ki sune to khalish si hai kuchh yahan
Aaj unke aankhon mein jo hum aabad hain
Dooriya kah rahi jo us hawa se aaj
Us shaam e khaas ki unki chahakti
Aawaj hai
Tarasha kiya karte the jis gali ko
Is jaddojahad mein ki hum kahan aur wo kahan
Soone se hai hum aur wo falsapha hai
Nabzon ki sune to khalish si hai kuchh yahan
Aaj unke aankhon mein jo hum aabad hain
Dooriya kah rahi jo us hawa se aaj
Us shaam e khaas ki unki chahakti
Aawaj hai
Subscribe to:
Comments (Atom)
